Ek muktasir sa safr lekin lgte taweel hein rasty is ke hn yehi hai zindagi hn yehi hai zindagi
Junaid Chang
Wo jo roz milne wale ab mudadto ke baad mila krte hein
Wo jo hr wqt hansne wale ab aankho me aansu liya phirte hein
Aj me jene wale, ab kl ki fikr kiya krte hein
Duniya ki fikr na krne wale ab duniya se hi dhrte hein
Haye re ye zindagi bhi kya cheez hai
Ek pal me lgta hai jexe ap ke liye hr cheez mayusur hai or agle lamhy bs khali hath hein hm
Tarasha na tha kisi se khud ko kbhi , na ki justugu buland hone ki
Bs Talash e pyar ki khoj me kho diye rishte sb hi
Uthane wale bhi apne to girane wale bhi apne
R apno ki jb aai baat to khamosh ho gaye hm
Q k namak harami hmne seekhi nhi kbhi
Aao k chlein is bheerh se kahein dhoor
Aao ke chlein phr se urhan bhrne
Aao ke chlein k phr na aaein wapis kbhi
Aao hm chlein is Zindagi ko phr se jeene
Zindagi
